Rashtriya Dalit Prerna Sthal
AMBEDKAR PARK
Maya teri Maya hai sachme aparampar,
685 Crore ka park? Kya Joke hai yaar?
Paisose un lagaati jo koi karobar,
Milta kai bekaroko koi rozgar
UP Ke garibo ka hota kuch uddhar
Mumbaipar migrants ka kam padta bhaar
Khair ab bana hi daala hai, toh ek kaam karo
Kahin se kuch ghodo ka bhi intezaam karo
Tracks banao race ka, aur 'do ka char' karo
Warna, BCCI ko ground bana kar daan karo
Commonwealth organize kar,
Kya tumko bhi kamana hai?
Ya 33 Acres ke Parkme,
Apne haathi ko ghumana hai?
- deepbaazigar
Dedicated to Mayawati's Dalit Prerna Park/Ambedkar park
(Courtesy: Google Image) |

Waah kya khoob likha hai...
ReplyDeleteThanks Deep Thots :)
ReplyDelete